Dil Kyon Dhadakta Hai Lyrics - Jaanam
Dil Kyon Dhadakta Hai Lyrics from Jaanam (1993): This is a lovely song from Jaanam starring Rahul Roy, Pooja Bhatt, Deepak Tijori and Rajrut. It is sung by Vipin Sachdeva and Anuradha Paudwal and composed by Anu Malik. Jaanam is a 1993 Hindi movie starring Rahul Roy, Pooja Bhatt and Deepak Tijori.
Dil Kyon Dhadakta Hai Song Detail
Song: Dil Kyon Dhadakta Hai
Album: Jaanam (1993)
Singer: Vipin Sachdeva, Anuradha Paudwal, Vipin Desai
Musician: Anu Malik
Lyricist: Faiz Anwar
Star Cast: Rahul Roy, Pooja Bhatt, Deepak Tijori etc.
Dil Kyon Dhadakta Hai Lyrics
Dil kyon dhadakta hai
Kyon pyar hota hai
Dil kyon dhadakta hai
Kyon pyar hota hai
Seene mein dard yeh kyon
Baar baar hota hai
Dil kyon dhadakta hai
Kyon pyar hota hai
Seene mein dard yeh kyon
Baar baar hota hai
Dil mein agar apne hoti na yeh dhadkan
To zindagi ko hum pehchante kaise
Milte to hum dono, par ajnabi rehte
Yeh pyar ki baatein hum jaante kaise
Har saans yeh kehti, tu paas mere rehti
Phir bhi mujhe tera intezar rehta hai
Dil kyon dhadakta hai
Kyon pyar hota hai
Seene mein dard yeh kyon
Baar baar hota hai
Ab to nahi milti apni khabar mujhko
Tere khayalon mein hum is kadar khoye
Padhkar kitabon ko raatein guzaarein hum
Jabse mohabbat ki jee bhar nahi soye
Is umra sabka yeh haal hota hai
Kyon pyar hota hai, kyon pyar hota hai
Dil kyon dhadakta hai
Kyon pyar hota hai
Seene mein dard yeh kyon
Baar baar hota hai