Deewana Main Na Tha Lyrics - Indian


Deewana Main Na Tha Lyrics from Indian (2001) is penned by Anand Bakshi, it's composed by Anand Raj Anand and sung by Alka Yagnik and Shaan. Indian is a 2001 Hindi movie starring Sunny Deol, Raj Babbar and Shilpa Shetty.

Deewana Main Na Tha Lyrics - Indian

Deewana Main Na Tha Song Detail


Song: Deewana Main Na Tha
Album: Indian (2001)
Singer: Alka Yagnik, Shaan
Musician: Anand Raj Anand
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Sunny Deol, Raj Babbar, Shilpa Shetty etc.

Deewana Main Na Tha Lyrics

Deewana main na tha, deewana ban gaya
Kab kaise aur kya afsana ban gaya
Na tujhe hai khabar, na mujhe hai magar
Jaane kab dil se dil mil gaya
Deewani main ho gayi
Deewana main ho gaya
Deewani main ho gayi
Deewana main ho gaya

Deewana tu na tha, deewana ban gaya
Kab kaise aur kya afsana ban gaya

Jaadu nigahon ka teri
Mujhpe asar kar gaya hai
Jaadu nigahon ka teri
Mujhpe asar kar gaya hai
Dil deewana tumhara
Vaada koi kar gaya hai
Maine mana meri jaan, maine mana
Dil jo bola wohi kar diya
Deewani main ho gayi
Deewana main ho gaya
Deewani main ho gayi
Deewana main ho gaya Deewana main na tha, deewana ban gaya

Dhadkanein sun rahi hain
Dhadkanon ki zubaan ko
Dhadkanein sun rahi hain
Dhadkanon ki zubaan ko
Aisa haseen ho nazara to
Kaise na armaan jawan hon
Tere bin ek pal nahin jeena
Maine yeh faisla kar liya
Deewani main ho gayi
Deewana main ho gaya
Deewani main ho gayi
Deewana main ho gaya

Deewana main na tha, deewana ban gaya
Kab kaise aur kya afsana ban gaya
Na tujhe hai khabar, na mujhe hai magar
Jaane kab dil se dil mil gaya
Deewani main ho gayi
Deewana main ho gaya
Deewana main ho gaya