Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko Lyrics - Yaadon Ki Baarat


Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko song belongs to the Nasir Hussain's film Yaadon Ki Baarat starring Dharmendra, Zeenat Aman, Vijay Arora and Tariq. Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko Lyrics are penned by Majrooh Sultanpuri while this track is sung by Mohammad Rafi and Asha Bhosle. Yaadon Ki Baarat is a 1973 Hindi movie starring Dharmendra, Zeenat Aman and Vijay Arora.

Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko Lyrics - Yaadon Ki Baarat

Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko Song Detail


Song: Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko
Album: Yaadon Ki Baarat (1973)
Singer: Mohammad Rafi, Asha Bhosle
Musician: R. D. Burman
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Star Cast: Dharmendra, Zeenat Aman, Vijay Arora etc.

Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko Lyrics

Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahi churana sanam
Badal ke meri tum zindgani
Kahin badal na jaana sanam
Ho le liya dil, oh haye mera dil
Haye dil lekar mujhko na behlana

Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahi churana sanam
Badal ke meri tum zindgani
Kahin badal na jaana sanam

Bahaar ban ke aaun kabhi tumhari duniya mein
Guzar na jayein yeh din kahin isi tamanna mein x (2)

Tum mere ho, haan tum mere ho
Aaj tum itna vaada karte jaana
Chura liya
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahi churana sanam
Badal ke meri tum zindgani
Kahin badal na jaana sanam

Sajaunga lut kar bhi tere badan ki daali ko
Lahu jigar ka doonga hasin labon ki laali ko x (2)

Hai wafa kya is jahan ko Ek din dikhla doonga main deewana
Chura liya

Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahi churana sanam
Badal ke meri tum zindgani
Kahin badal na jaana sanam
Le liya dil, haye mera dil
Haye dil lekar mujhko na behlana

Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahi churana sanam