Chupke Se Lyrics - Saathiya


Chupke Se Lyrics from Saathiya is sung by AR Rahman, Qadir Khan, Sadhana Sargam and Ustad Ghulam Mustafa Khan. Chupke Se song lyrics are written by Gulzar while its music is given by AR Rahman. Saathiya is a 2002 Hindi movie starring Vivek Oberoi, Rani Mukerji and Tanuja.

Chupke Se Lyrics - Saathiya

Chupke Se Song Detail


Song: Chupke Se
Album: Saathiya (2002)
Singer: A.R. Rahman, Qadir Khan, Sadhana Sargam, Ustad Ghulam Mustafa Khan
Musician: A.R. Rahman
Lyricist: Gulzar
Star Cast: Vivek Oberoi, Rani Mukerji, Tanuja etc.

Chupke Se Lyrics

Doston se jhoothi
Doston se jhoothi muthi
Doosron ka naam leke
Phir meri baatein karna
Yaara raat se din karna
Lambi judai teri bada mushkil hai
Aahon se dil bharna
Yaara raat se din karna
Kab yeh poori hogi door yeh doori hogi
Kab yeh poori hogi door yeh doori hogi

Roz safar karna
Yaara raat se din karna

Chupke se, chupke se raat ki chadar tale
Chaand ki bhi aahat na ho
Baadal ke peechhe chalein
Jale qatra qatra, gale qatra qatra
Raat bhi na hile aadhi aadhi
Raat bhi na hile aadhi aadhi
Chupke se lag ja gale raat ki chadar tale

February ki sardiyon ki dhoop mein
Moondi moondi akhiyon se dekhna
Hath ki aad se Nimmi nimmi thand aur aag mein
Haule haule marwa ke raag mein
Meer ki baat ho
Din bhi na doobe raat na aaye
Shaam kabhi na dhale
Shaam dhale to subah na aaye
Raat hi raat jale
Chupke se, chupke se raat ki chadar tale
Chaand ki bhi aahat na ho

Doston se jhoothi muthi
Doosron ka naam leke
Phir meri baatein karna
Yaara raat se din karna
Lambi judai teri bada mushkil hai
Aahon se dil bharna
Yaara raat se din karna
Kab yeh poori hogi door yeh doori hogi
Kab yeh poori hogi door yeh doori hogi
Roz safar karna
Yaara raat se din karna

Tujh bina pagli yeh purvai
Tujh bina pagli yeh purvai
Aake meri chunri mein bhar gayi
Tu kabhi aise hi gale lag jaise yeh purvai
Aa gale lag jaise yeh purvai
Saathiya sunn tu
Kal jo mujhko neend na aayi paas bula lena
God mein apni sar rakh lena lori suna de na

Chupke se, chupke se raat ki chadar tale
Chaand ki bhi aahat na ho
Baadal ke peechhe chalein
Jale qatra qatra, gale qatra qatra
Raat bhi na hile aadhi aadhi
Raat bhi na hile aadhi aadhi
Chupke se lag ja gale raat ki chadar tale
Chaand ki bhi aahat na ho
Baadal ke peechhe chalein