Chand Chupa Baadal Mein Lyrics - Hum Dil De Chuke Sanam


Chand Chupa Baadal Mein song belongs to the Sanjay Leela Bhansali's film Hum Dil De Chuke Sanam starring Salman Khan, Ajay Devgn, Aishwarya Rai and Zohra Sehgal. Chand Chupa Baadal Mein Lyrics are penned by Mehboob while this track is sung by Alka Yagnik and Udit Narayan. Hum Dil De Chuke Sanam is a 1999 Hindi movie starring Salman Khan, Ajay Devgn and Aishwarya Rai.

Chand Chupa Baadal Mein Lyrics - Hum Dil De Chuke Sanam

Chand Chupa Baadal Mein Song Detail


Song: Chand Chupa Baadal Mein
Album: Hum Dil De Chuke Sanam (1999)
Singer: Alka Yagnik, Udit Narayan
Musician: Ismail Darbar
Lyricist: Mehboob
Star Cast: Salman Khan, Ajay Devgn, Aishwarya Rai etc.

Chand Chupa Baadal Mein Lyrics

Chand chupa baadal mein
Sharma ke meri jaana

Chand chupa baadal mein
Sharma ke meri jaana..
Seene se lag ja tu
Balkha ke meri jaana
Gumsum sa hai, gupchup sa hai
Madhosh hai, khaamosh hai
Yeh sama haan yeh sama kuchh aur hai
O ho ho chand chupa baadal mein

Sharma ke meri jaana
Seene se lag ja tu
Balkha ke meri jaana

Nazdeekiyan badh jaane de
Arre nahi baba nahi abhi nahi nahi
Yeh dooriyan mit jaane de
Arre nahi baba nahi abhi nahi nahi
Door se hi tum jee bhar ke dekho
Tum hi kaho kaise door se dekhoon
Chand ko jaise dekhta chakor hai
Aye.. gumsum sa hai, gupchup sa hai
Madhosh hai, khaamosh hai Yeh sama haan yeh sama kuchh aur hai
O ho ho chand chupa baadal mein
Sharma ke jaan-e-jaana
Seene se lag ja tu
Balkha ke meri jaana

Aaja re aaja chanda
Ke jab tak tu na aayega
Sajna ke chehare ko dekhne
Yeh man tarsa jaayega
Na na chanda tu nahi aana tu jo aaya to
Sanam sharma ke kahin chala jaaye na
Aaja re aaja chanda
Tu laakh duaayein paayega
Na na chanda tu nahi aana
Warna sanam chala jaayega

Aanchal mein tu chhup jaane de
Arre nahi baba, nahi baba nahi nahi nahi
Zulfon mein tu kho jaane de
Arre re nahi baba nahi abhi nahi nahi
Pyaar to naam hai sabra ka humdam
Wohi bhala bolo kaise karein hum
Savan ki raah jaise dekhe mor hai
Aye rehne bhi do, jaane bhi do
Ab chhodo na, munh modo na
Yeh sama, haan yeh sama, kuchh aur hai

Aaya re aaya chanda
Ab har khwaahish poori hogi
Chandini raat mein har sajni
Apne sajna ko dekhegi

Aaya re aaya chanda
Ab har khwaahish poori hogi
Chandini raat mein har sajni
Apne sajna ko dekhegi

Aaya re aaya chanda
Ab har khwaahish poori hogi
Chandini raat mein har sajni
Apne sajna ko dekhegi