Chahun Main Ya Na Lyrics - Aashiqui 2


Chahun Main Ya Na Lyrics from Aashiqui 2 is Hindi song in the voices of Arijit Singh, Palak Muchhal. Chahun Main Ya Na song lyrics are written by Irshad Kamil, its music is given by Jeet Ganguly. Aashiqui 2 is a 2013 Hindi movie starring Aditya Roy Kapur, Shraddha Kapoor and Shaad Randhawa.

Chahun Main Ya Na Lyrics - Aashiqui 2

Chahun Main Ya Na Song Detail


Song: Chahun Main Ya Na
Album: Aashiqui 2 (2013)
Singer: Arijit Singh, Palak Muchhal
Musician: Jeet Ganguly
Lyricist: Irshad Kamil
Star Cast: Aditya Roy Kapur, Shraddha Kapoor, Shaad Randhawa etc.

Chahun Main Ya Na Lyrics

Tuhi yeh mujhko bata de
Chahun main ya na
Apne tu dil ka pata de
Chahun main ya na

Tuhi yeh mujhko bata de
Chahun main ya na
Apne tu dil ka pata de
Chahun main ya na

Itna bata du tujhko
Chahat pe apni mujhko

Yoon to nahin ikhtiaar
Phir bhi ye socha dil ne
Ab jo laga hu milne
Pucchun tujhe ek baar

Tuhi yeh mujhko bata de
Chahun main ya na
Apne tu dil ka pata de
Chahun main ya na

Aisi kabhi pehle huyi na thi khaahishen
Kisise bhi milne ki na ki thi koshishen
Uljhan meri suljha de
Chahun main ya na Aakhon aakhon mein jata de
Chahun main ya na

Mere chote chote khwab hain
Khwabon me geet hain
Geeto me zindagi hai
Chahat hai, preet hai
Abhi main na dekhun khaab wo
Jinme na tu mile
Le khole hoth maine
Ab taq the jo sile
Mujhko na jitna mujhpe
Utna iss dil ko tujhpe hone laga aitbar
Tanha lamhon mein apni
Bunti hu tere sapne
Tujhse hua mujhko pyar
Poochhungi tujhko kabhi na
Chahun main ya na
Tere khwaabon me ab jeena
Chahun main kyun na

Tuhi yeh mujhko bata de
Chahun main ya na
Apne tu dil ka pata de
Chahun main ya na