Carbon Copy Lyrics - Yeh Hai Jalwa


Carbon Copy Lyrics from Yeh Hai Jalwa (2002): This is a lovely song from Yeh Hai Jalwa starring Salman Khan, Ameesha Patel, Rishi Kapoor and Rinke Khanna. It is sung by Kumar Sanu and Shaan and composed by Himesh Reshammiya. Yeh Hai Jalwa is a 2002 Hindi movie starring Salman Khan, Ameesha Patel and Rishi Kapoor.

Carbon Copy Lyrics - Yeh Hai Jalwa

Carbon Copy Song Detail


Song: Carbon Copy
Album: Yeh Hai Jalwa (2002)
Singer: Kumar Sanu, Shaan
Musician: Himesh Reshammiya
Lyricist: Sudhakar Sharma
Star Cast: Salman Khan, Ameesha Patel, Rishi Kapoor etc.

Carbon Copy Lyrics

Maa ne mujhe samjhaya tha
Photo tumhara dikhlaya tha
Jana maine jana tumko pehchana
Tumse mera rishta jaane kitna hai purana
Nahi fax, nahin xerox, na hi telex
Ya computer ki floppy
Nahi fax, nahin xerox, na hi telex
Ya computer ki floppy
Main to mere papa ki carbon copy, carbon copy
Nahi fax, nahin xerox, na hi telex

Ya computer ki floppy
Main to mere papa ki carbon copy, carbon copy
Nahi fax, nahin xerox, na hi telex
Ya computer ki floppy

Nehle ho tum to main dehla hoon
Mauka hai sambhal jao kehta hoon
Rishte ki lihaaz main karta hoon
Aisa na samjhana ke darta hoon
Jaayegi baat ab court mein
Tolo na tum mujhe note mein
Samajho papa pyaare mere yeh ishare
Warna dikhaaunga main din mein tumko taare Nahi fax, nahin xerox, na hi telex
Ya computer ki floppy
Main to mere papa ki carbon copy, carbon copy
Nahi fax, nahin xerox, na hi telex
Ya computer ki floppy

Zid pe jo main ad jaaunga
Neendon ko haram kar jaaunga
Duniya mein band main bajaaunga
Tu hai mera baap yeh bataaunga
Hai kaanch ka yeh tera mahal
Patthar na lag jaaye ab tu sambhal
Aankhon se main kajal chura ke le jaaunga
Tum jo na maane to jeena mushkil kar jaaunga
Nahi fax, nahin xerox, na hi telex
Ya computer ki floppy
Main to mere papa ki carbon copy, carbon copy
Nahi fax hey, nahin xerox, na hi telex
Ya computer ki floppy
Main to mere papa ki carbon copy, carbon copy
Nahi fax, nahin xerox, na hi telex
Ya computer ki floppy