Bhole Musafir Itna To Jaan Lyrics - Maa Baap


Bhole Musafir Itna To Jaan Lyrics from Maa Baap: Listen to this song which is in the fabulous voice of Zohrabai Ambalewali. Music of this song is composed by Alla Rakha and Bhole Musafir Itna To Jaan Lyrics are penned by Rupbani. Maa Baap is a 1944 Hindi movie starring Nazir, Veena and Yakub.

Bhole Musafir Itna To Jaan Lyrics - Maa Baap

Bhole Musafir Itna To Jaan Song Detail


Song: Bhole Musafir Itna To Jaan
Album: Maa Baap (1944)
Singer: Zohrabai Ambalewali
Musician: Alla Rakha
Lyricist: Rupbani
Star Cast: Nazir, Veena, Yakub etc.

Bhole Musafir Itna To Jaan Lyrics

Bhole musafir itna to jaan
Ke din saare hote nahin ek samaan
Bhole musafir itna to jaan
Ke din saare hote nahin ek samaan

Do aankhon se dekh apne daata ki leela
Daata ki leela
Jo dukh tujh pe jeevan banaye rangeela
Banaye rangeela
Woh jis rang mein raakhe usi rang mein hasna
Woh jis rang mein raakhe usi rang mein hasna

Jo woh tujh pe khush hai to khush hai jahan
Jo woh tujh pe khush hai to khush hai jahan
Bhole musafir itna to jaan
Ke din saare hote nahin ek samaan
Bhole musafir itna to jaan

Na samjho gareebon ka koi nahin
Daya mere maalik ki soyi nahin
Na samjho gareebon ka koi nahin
Daya mere maalik ki soyi nahin
Woh mehlon se galiyon mein la ke sulaaye
Woh mehlon se galiyon mein la ke sulaaye
Woh pal bhar mein todega daulat samman Woh pal bhar mein todega daulat samman
Bhole musafir itna to jaan
Ke din saare hote nahin ek samaan
Bhole musafir itna to jaan

Woh kehte hain jisko Rahim aur Raam
Woh kehte hain jisko Rahim aur Raam
Woh Allah, Ishwar, Khuda jiska naam
Woh Allah, Ishwar, Khuda jiska naam
Woh har rang mein khele tu usko pukar
Woh har rang mein khele tu usko pukar
Dega wohi tujhko kushiyon ka daan
Dega wohi tujhko kushiyon ka daan
Bhole musafir itna to jaan
Ke din saare hote nahin ek samaan
Bhole musafir itna to jaan