Bali Umar Ne Mera Haal Woh Kiya Lyrics - Awaargi


Bali Umar Ne Mera Haal Woh Kiya Lyrics from Awaargi (1990): This is a lovely song from Awaargi starring Anil Kapoor, Meenakshi Seshadri, Govinda and Avtar Gill. It is sung by Lata Mangeshkar and Mohammad Aziz and composed by Anu Malik. Awaargi is a 1990 Hindi movie starring Anil Kapoor, Meenakshi Seshadri and Govinda.

Bali Umar Ne Mera Haal Woh Kiya Lyrics - Awaargi

Bali Umar Ne Mera Haal Woh Kiya Song Detail


Song: Bali Umar Ne Mera Haal Woh Kiya
Album: Awaargi (1990)
Singer: Lata Mangeshkar, Mohammad Aziz
Musician: Anu Malik
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Anil Kapoor, Meenakshi Seshadri, Govinda etc.

Bali Umar Ne Mera Haal Woh Kiya Lyrics

Bali umar ne mera haal woh kiya
Baali umar ne mera haal wo kiya
Jaan chhuda li maine, dil de diya

Ho Rabba!
Dard-e-jigar ne mera haal woh kiya
Dard-e-jigar ne mera haal wo kiya
Jaan chhuda li maine, dil de diya
Bali umar ne mera

Ghoonghat banaye kitne dhaani chunar se
Kitna chhupi main teri pehli nazar se

Ghoonghat banaye kitne dhaani chunar se
Kitna chhupi main teri pehli nazar se
Pehli nazar ne mera
Ho Rabba!
Pehli nazar ne mera haal woh kiya
Jaan chhuda li maine, dil de diya
Dard-e-jigar ne mera haal woh kiya
Jaan chhuda li maine, dil de diya
Baali umar ne mera

Nikla na baahar main to sheeshe ke ghar se
Darta raha main saari dunia ke dar se
Nikla na baahar main to sheeshe ke ghar se Darta raha main saari dunia ke dar se
Duniya ke dar ne mera
Ho Rabba
Dunia ke dar ne mera haal wo kiya
Jaan chhuda li maine, dil de diya
Bali umar ne mera haal woh kiya
Jaan chhuda li maine, dil de diya
Baali umar ne mera

Main tha akela koyi saathi agar tha
Gham yeh akelepan ka mera humsafar tha
Main thi akeli koyi saathi agar tha
Gham yeh akelepan ka mera humsafar tha
Is humsafar ne mera haal woh kiya
Is humsafar ne mera haal wo kiya
Jaan chhuda li maine, dil de diya
Bali umar ne mera haal wo kiya
Dard-e-jigar ne mera haal woh kiya
Jaan chhuda li maine, dil de diya