Aye Nazneen Suno Na Lyrics - Dil Hi Dil Mein


Aye Nazneen Suno Na song belongs to the Kathir's film Dil Hi Dil Mein starring Kunal Singh, Sonali Bendre, Anupam Kher and Johny Lever. Aye Nazneen Suno Na Lyrics are penned by Mehboob while this track is sung by Abhijeet. Dil Hi Dil Mein is a 2000 Hindi movie starring Kunal Singh, Sonali Bendre and Anupam Kher.

Aye Nazneen Suno Na Lyrics - Dil Hi Dil Mein

Aye Nazneen Suno Na Song Detail


Song: Aye Nazneen Suno Na
Album: Dil Hi Dil Mein (2000)
Singer: Abhijeet
Musician: A. R. Rahman
Lyricist: Mehboob
Star Cast: Kunal Singh, Sonali Bendre, Anupam Kher etc.

Aye Nazneen Suno Na Lyrics

Aye nazneen suno na..

Aye nazneen suno na
Hamein tum pe haq to do na
Chaahe to jaan lo na
Ke dekha tumhein to hosh udd gaye..
Honth jaise kud hi sil gaye
Yeh honth jaise kud hi sil gaye

Aye nazneen suno na
Hamein tum pe haq to do na
Chaahe to jaan lo na

Ke dekha tumhein to hosh udd gaye..
Honth jaise kud hi sil gaye
Yeh honth jaise kud hi sil gaye

Lagta hai ke tumko
Rab ne banaya jis dam
Apni kudraton ko usne
Tum mein kar diya tha ghum
Is jahan ko husn baantna kar diya tha kam
Teekhe teekhe nain naqsh tere
Kaliyon se komal honth tere
Phoolon se naazuk paanv tere
Dono jahan kurbaan tere.. Tarasha pyaar se jise
Rab ne woh moorat ho tum
Sangtarashon ki jaise devi tum
Tarasha pyaar se jise
Rab ne woh moorat ho tum
Sangtarashon ki jaise devi tum
Tum sa jahan mein koi na

Aye nazneen suno na
Hamein tum pe haq to do na
Chaahe to jaan lo na
Ke dekha tumhein to hosh udd gaye..
Honth jaise..
Honth jaise kud hi sil gaye


Parda khayalon ka hai
Sach much zara saamne aa
Chaand ko main takta hoon
Par teri shaql aankhon mein
Ji jalaaye chandni bhi
Thandi thandi raaton mein
Nata neendon se toot gaya
Tere liye ai mere haseen
Dil ko yakeen yeh bhi hai magar
Aayega aisa din bhi kabhi
Jab mulakaatein bhi hongi
Meethi si baatein bhi hongi
Pyaar bhari raatein bhi hongi dekhna..
Jab mulakaatein bhi hongi
Meethi si baatein bhi hongi
Pyaar bhari raatein bhi hongi dekhna..
Aane ki khabar do na..

Aye nazneen suno na
Aye nazneen suno na
Hamein tum pe haq to do na
Chaahe to jaan lo na
Ke dekha tumhein to hosh udd gaye..
Honth jaise..
Honth jaise kud hi sil gaye
Yeh honth jaise kud hi sil gaye
Honth jaise kud hi sil gaye