Arjun Hai Tu Yeh Tera Kurukshetra Hai Lyrics - Kurukshetra
Arjun Hai Tu Yeh Tera Kurukshetra Hai Lyrics from Kurukshetra (2000): This is a lovely song from Kurukshetra starring Sanjay Dutt, Mahima Choudhary, Om Puri and Shivaji Satam. It is sung by Ravindra Sathe and composed by Himesh Reshammiya. Kurukshetra is a 2000 Hindi movie starring Sanjay Dutt, Mahima Choudhary and Om Puri.
Arjun Hai Tu Yeh Tera Kurukshetra Hai Song Detail
Song: Arjun Hai Tu Yeh Tera Kurukshetra Hai
Album: Kurukshetra (2000)
Singer: Ravindra Sathe
Musician: Himesh Reshammiya
Lyricist: Sudhakar Sharma
Star Cast: Sanjay Dutt, Mahima Choudhary, Om Puri etc.
Arjun Hai Tu Yeh Tera Kurukshetra Hai Lyrics
Kurukshetra, kurukshetra, kurukshetra, kurukshetra
Arjun hai tu yeh tera kurukshetra hai
Tera karm hi shastra hai
Rukna nahin badhta chal, badhta chal
Arjun hai tu yeh tera kurukshetra hai
Tera karm hi shastra hai
Rukna nahin badhta chal, badhta chal
Dar ke jeena nahin sar jhukana nahin
Mushkil hai manzil magar rukna nahin haar kar
Dar ke jeena nahin sar jhukana nahin
Tere aage peechhe hoga yeh jahaan
Yoddha hai tu yeh tera kurukshetra hai
Tera karm hi shastra hai
Rukna nahin badhta chal, badhta chal
Shakti apni badha, kar ke tu kuchh dikha
Kal ki chinta na kar, bas apna tu karm kar
Shakti apni badha, kar ke tu kuchh dikha
Kal ki chinta na kar, bas apna tu karm kar
Geeta ka bhi yehi updesh hai
Yugandhar hai tu yeh tera kurukshetra hai
Tera karm hi shastra hai
Rukna nahin badhta chal, badhta chal
Sach tere saath hai, jang ki raat hai
Hai aatma sarthi, hai yeh ghadi vaar ki
Sach tere saath hai, jang ki raat hai
Hai aatma sarthi, hai yeh ghadi vaar ki
Ho jaaye na Draupdi ka cheer haran
Krishna hai tu yeh tera kurukshetra hai
Tera karm hi shastra hai
Rukna nahin badhta chal, badhta chal
Arjun hai tu yeh tera kurukshetra hai
Tera karm hi shastra hai
Rukna nahin badhta chal, badhta chal
Yada yada hi dharmasya glaanirbhavati bhaarat
Abhyutthaanam adharmasya tadaatmaanam srijaamyaham
Paritraanaay saadhunaam vinaashaay cha dushkritaam
Dharm sansthaapanaarthaay sambhavaami yuge yuge