Are Logon Tumhe Kya Hai Lyrics - Santosh


Are Logon Tumhe Kya Hai Lyrics: This is the excellent song of Manoj Kumar, Hema Malini, Shatrughan Sinha and Rakhee starrer Santosh. It is sung by Lata Mangeshkar and composed by Laxmikant and Pyarelal. Santosh is a 1989 Hindi movie starring Manoj Kumar, Hema Malini and Shatrughan Sinha.

Are Logon Tumhe Kya Hai Lyrics - Santosh

Are Logon Tumhe Kya Hai Song Detail


Song: Are Logon Tumhe Kya Hai
Album: Santosh (1989)
Singer: Lata Mangeshkar
Musician: Laxmikant, Pyarelal
Lyricist: Santosh Anand
Star Cast: Manoj Kumar, Hema Malini, Shatrughan Sinha etc.

Are Logon Tumhe Kya Hai Lyrics

Are logon tumhe kya hai
Ya main jaanun, ya woh jaane
Yeh kissa mera unka hai
Ya main jaanun, ya woh jaane

Are logon tumhe kya hai
Tumhe kya hai, tumhe kya hai
Yeh kissa mera unka hai
Ya main jaanun, ya woh jaane

Are logon tumhe kya hai
Ya main jaanun, ya woh jaane

Yeh kissa mera unka hai
Ya main jaanun, ya woh jaane

Idhar bijli chamakti hai
Udhar meha barasta hai
Akele dil tadapta hai
Akele dil tadapta hai
Ya main jaanun, ya woh jaane
Kadar bulbul ke gaane
Bhala saiyyad kya jaane
Jo aashiq hai samajhta hai
Aashiq hai samajhta hai
Ya main jaanun, ya woh jaane

Are logon tumhe kya hai
Ya main jaanun, ya woh jaane
Yeh kissa mera unka hai
Ya main jaanun, ya woh jaane

Hamare marne jeene ka
Tumhe kyun fikra hai itna
Hamein kis oar jaana hai
Hamein kis oar jaana hai
Ya main jaanun, ya woh jaane
Hamare haal par chhodo
Are chhodo yeh humdardi
Tumhare dil mein kya kya hai
Tumhare dil mein kya kya hai
Ya main jaanun, ya woh jaane

Are logon tumhe kya hai
Ya main jaanun, ya woh jaane
Yeh kissa mera unka hai
Ya main jaanun, ya woh jaane

Hamari apni marzi hai
Tumhe kya lena dena hai
Bura kya hai, bhala kya hai
Bura kya hai, bhala kya hai
Ya main jaanun, ya woh jaane
Asar pyar mein itna
Ke patthar ban gaya ishwar
Yeh patthar mein rakha kya hai
Patthar mein rakha kya hai
Ya main jaanun, ya woh jaane

Are logon tumhe kya hai
Ya main jaanun, ya woh jaane
Yeh kissa mera unka hai
Ya main jaanun, ya woh jaane