Apna Mujhe Tu Laga Lyrics
Anjaane ho tum jo
Begane ho tum jo
Pehchaane lagte ho kyun
Tum ghehri neendon mein
Jab soye soye ho
To mujh mein jagte ho kyun
Jab tujh ko pata hai
Dil muskurata hai
Kya tujh se hai waasta..
Kya tujh mein dhoondhoon main
Kya tujh se chaahoon main
Kya kya hai tujh mein mera
Jaanu na main
Tujh mein mera
Hissa hai kya..
Par ajnabi
Apna mujhe tu lagaa...
Jaanu na main
Tujh mein mera
Hissa hai kya..
Par ajnabi
Apna mujhe tu lagaa...
Tujh se taalluk jo nahi kuchh mera..
Kyun tu lage hai apna sa
Dekhoon jo tujhko ek nazar jaaye bhar
Mujh mein hai mera jo khala..
Zindagi mein khushi
Tere aane se hai
Warna jeene mein hum
Har bahaane se hain
Yeh alag baat hai
Hum mile aaj hain
Dil tujhe jaanta
Ek zamaane se hai
Jaanu na main
Tujh mein mera
Hissa hai kya..
Par ajnabi
Apna mujhe tu lagaa...
Jaanu na main
Tujh mein mera
Hissa hai kya..
Par ajnabi
Apna mujhe tu lagaa...
Apna Mujhe Tu Laga lyrics on http://www.LyricsOff.com
Aankhon ne aankhon se kahi
Dastaan..
Tumko bana ke raazdaan..
Baahon mein jannat aa gayi
Khushnuma..
Tum jo hue ho meharbaan.. aa...
Jism se jism ka
Yun taarruf hua
Ho gaye hum sanam
Rooh tak aashna..
Ek zara jo chale
Do kadam saath mein
Mil gaya hai hamein
Zindagi ka pata
Jaanu na main
Tujh mein mera
Hissa hai kya..
Par ajnabi
Apna mujhe tu laga
Jaanu na main
Tujh se mera
Rishta hai kya..
Par ajnabi
Apna mujhe tu laga..
Anjaane ho tum jo
Begane ho tum jo
Pehchaane lagte ho kyun
Tum ghehri neendon mein
Jab soye soye ho
To mujh mein jagte ho kyun
Jab tujh ko pata hai
Dil muskurata hai
Kya tujh se hai waasta..
Kya tujh mein dhoondhoon main
Kya tujh se chaahoon main
Kya kya hai tujh mein mera
Jaanu na main
Tujh se mera
Rishta hai kya..
Par ajnabi
Apna mujhe tu laga..
Jaanu na main
Tujh se mera
Rishta hai kya..
Par ajnabi
Apna mujhe tu laga..
|
Apna Mujhe Tu Laga Video
Listen to Apna Mujhe Tu Laga Full Song
|