Amir Se Hoga Ya Garib Se Hoga Lyrics - Insaniyat Ke Dushman


Amir Se Hoga Ya Garib Se Hoga Lyrics from Insaniyat Ke Dushman is sung by Suresh Wadkar. Amir Se Hoga Ya Garib Se Hoga song lyrics are written by Indeevar while its music is given by Anu Malik. Insaniyat Ke Dushman is a 1987 Hindi movie starring Paintal, Shakti Kapoor and Shatrughan Sinha.

Amir Se Hoga Ya Garib Se Hoga Lyrics - Insaniyat Ke Dushman

Amir Se Hoga Ya Garib Se Hoga Song Detail


Song: Amir Se Hoga Ya Garib Se Hoga
Album: Insaniyat Ke Dushman (1987)
Singer: Suresh Wadkar
Musician: Anu Malik
Lyricist: Indeevar
Star Cast: Paintal, Shakti Kapoor, Shatrughan Sinha etc.

Amir Se Hoga Ya Garib Se Hoga Lyrics

Amir se hoga ya garib se hoga
Amir se hoga ya garib se hoga
Pyar jab bhi hoga to naseeb se hoga
Apne naseeb se hoga
Amir se hoga ya garib se hoga
Pyar jab bhi hoga to naseeb se hoga
Apne naseeb se hoga

Dil maine dil tere naam kar diya
Toone mujhe badnaam kar diya
Haaye dil maine dil tere naam kar diya

Toone mujhe badnaam kar diya
Main umra bhar bhool sakta nahi
Kya khoob toone yeh kaam kar diya
Tu hai amir aur main hoon garib
Kya ho gaya yeh hai apna naseeb
Apna naseeb

Aree dost se hoga ya raqeeb se hoga
Aree dost se hoga ya raqeeb se hoga
Pyar jab bhi hoga to naseeb se hoga
Apne naseeb se hoga
Amir se hoga ya garib se hoga
Pyar jab bhi hoga to naseeb se hoga Apne naseeb se hoga

Din woh bhi din aayega haan zaroor
Tootega yeh tera saara guroor
Arre din woh bhi din aayega haan zaroor
Tootega yeh tera saara guroor
Yeh dard ki shaam dhal jaayegi
Tu hogi meri tarah majboor
Woh khel tumko dikhaunga main
Kya hai naseeba bataunga main
Bataunga main

Door se hoga ya kareeb se hoga
Arre door se hoga ya kareeb se hoga
Pyar jab bhi hoga to naseeb se hoga
Apne naseeb se hoga
Amir se hoga ya garib se hoga
Pyar jab bhi hoga to naseeb se hoga
Apne naseeb se hoga



More Lyrics From Insaniyat Ke Dushman