Akele Hain To Kya Gam Hai Lyrics - Qayamat Se Qayamat Tak


Lyrics of Akele Hain To Kya Gam Hai from Qayamat Se Qayamat Tak: This is a very well sung song by Alka Yagnik and Udit Narayan with nicely composed music by Anand and Milind. Akele Hain To Kya Gam Hai Lyrics are beautifully penned by Majrooh Sultanpuri. Qayamat Se Qayamat Tak is a 1988 Hindi movie starring Aamir Khan, Juhi Chawla and Alok Nath.

Akele Hain To Kya Gam Hai Lyrics - Qayamat Se Qayamat Tak

Akele Hain To Kya Gam Hai Song Detail


Song: Akele Hain To Kya Gam Hai
Album: Qayamat Se Qayamat Tak (1988)
Singer: Alka Yagnik, Udit Narayan
Musician: Anand, Milind
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Star Cast: Aamir Khan, Juhi Chawla, Alok Nath etc.

Akele Hain To Kya Gam Hai Lyrics

Akele hain to kya gam hai
Chahein to hamare bas mein kya nahin
Bas ek zara sath ho tera
Tere to hain hum, kab se sanam
Akele hain to kya gam hai
Chahein to hamare bas mein kya nahin
Bas ek zara sath ho tera
Tere to hain hum, kab se sanam
Akele hain to kya gam hai

Ab yeh nahin sapna, yeh sab hai apna

Ab yeh nahin sapna, yeh sab hai apna
Yeh jahan ho pyar ka
Chhota sa yeh aashiyan bahaar ka
Bas ek zara sath ho tera
Tere to hain hum, kab se sanam
Akele hain to kya gam hai

Phir nahin tootega hum pe koi toofan
Phir nahin tootega hum pe koi toofan
Saajna ho dekhna
Har toofan ka main karoongi saamna
Bas ek zara sath ho tera
Tere to hain hum, kab se sanam Akele hain to kya gam hai

Ab to mere saajan beetega har din
Ab to mere saajan beetega har din
Pyaar ki ho baahon mein
Rang jaayegi rut teri adaaon mein
Bas ek zara sath ho tera
Tere to hain hum, kab se sanam
Akele hain to kya gam hai
Chahein to hamare bas mein kya nahin
Bas ek zara sath ho tera



More Lyrics From Qayamat Se Qayamat Tak