Afghan Jalebi (Ya Baba) Lyrics - Phantom


Afghan Jalebi (ya Baba) lyrics from the movie Phantom is sung by Syed Asrar Shah, its music is composed by Pritam Chakraborty and lyrics are written by Amitabh Bhattacharya. Phantom is a 2015 Hindi movie starring Saif Ali Khan, Katrina Kaif and Mohammed Zeeshan Ayyub.

Afghan Jalebi (Ya Baba) Lyrics - Phantom

Afghan Jalebi (Ya Baba) Song Detail


Song: Afghan Jalebi (Ya Baba)
Album: Phantom (2015)
Singer: Syed Asrar Shah
Musician: Pritam Chakraborty
Lyricist: Amitabh Bhattacharya
Star Cast: Saif Ali Khan, Katrina Kaif, Mohammed Zeeshan Ayyub etc.

Afghan Jalebi (Ya Baba) Lyrics

Maktool jigar (ya baba)
Qatil hai nazar (ya baba)
Ik mahejabin (ya baba)
Ik noor-e-nabi (ya baba)
Rab ki rubaayi (ya baba)
Ya hai tabaahi (ya baba)
Gardan suraahi (ya baba)
Boli Ilaahi (ya baba)
Afghan Jalebi, mashook farebi
Ghayal hai tera deewana, bhi wah, bhi wah

Banduk dikha dikha ke kya pyaar karegi
Chehra bhi kabhi dikhana bai waah
Bai waah bai waah bai

Khwaaja ji ke paas teri chugli karunga
Main teri chugli karunga, ha teri chugli karunga
Angoothi mein kaid teri ungli karunga
Main teri chugli karunga, ha teri chugli karunga

Ho dekh daraazi (wallah)
Banda namaazi (wallah)
Khel ke bazi (wallah) khamakha
Ab thehra na kisi kaam ka (wallah, wallah!)
Heer ka koi (wallah), sher suna ke (wallah) Ghoont laga ke (wallah) jaam ka
Mera ae khan mahaz naam ka

Oye lakht-e-jigar (ya baba)
Oye noor-e-nazar (ya baba)
Ek teer hai tu (ya baba)
Main chaaq jigar (ya baba)
Bando se nahi to Allah se daregi
Waada to kabhi nibhana bai waah
bai waah, bai waah bai

Khwaaja ji ke paas teri chugli karunga
Main teri chugli karunga, ha teri chugli karunga
Angoothi mein kaid teri ungli karunga
Main teri chugli karunga, ha teri chugli karunga

Gul-e-gulzar (ya baba), mere sardar (ya baba)
Bade mansoor (ya baba) tere rukhsar (ya baba)
Haye shamsheer nigahein, chabuk si adaein
Nacheez pe na chalaana bai wah, bai wah

Banduk dikha dikha ke kya pyaar karegi
Chehra bhi kabhi dikhana bai waah, bai waah



More Lyrics From Phantom