Abhi To Haath Mein Jaam Hai Lyrics - Seeta Aur Geeta


Lyrics of Abhi To Haath Mein Jaam Hai from movie Seeta Aur Geeta: The song is sung by Manna Dey and its lyrics are penned by Anand Bakshi while its music is composed by R D Burman. Seeta Aur Geeta is a 1972 Hindi movie starring Dharmendra, Hema Malini and Sanjeev Kumar.

Abhi To Haath Mein Jaam Hai Lyrics - Seeta Aur Geeta

Abhi To Haath Mein Jaam Hai Song Detail


Song: Abhi To Haath Mein Jaam Hai
Album: Seeta Aur Geeta (1972)
Singer: Manna Dey
Musician: R. D. Burman
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Dharmendra, Hema Malini, Sanjeev Kumar etc.

Abhi To Haath Mein Jaam Hai Lyrics

Abhi to haath mein jaam hai
Tauba kitna kaam hai
Abhi to haath mein jaam hai
Tauba kitna kaam hai
Kabhi mili fursat to bai dekha jaayega
Duniya ke baare mein socha jaayega
Abhi to haath mein jaam hai

Jeene se pehle kaun mare
Fikar subah ki kaun kare
Jeene se pehle kaun mare

Fikar subah ki kaun kare
Gam ki raat se kaun dare
Abhi suhani shaam hai
Hmm abhi suhani shaam hai
Tauba kitna kaam hai
Kabhi mili fursat to bai dekha jaayega
Arre duniya ke baare mein ah socha jaayega
Abhi to haath mein jaam hai

Thaka hua tha main zara
Zara sa sach mein jhooth bhara
Thaka hua tha main zara
Zara sa sach mein jhooth bhara Utha ke botal ghoont bhara
To ab zara aaram hai
Hmm to ab zara aaram hai
Tauba kitna kaam hai
Kabhi mili fursat to bai dekha jaayega
Arre duniya ke baare mein ah socha jaayega
Abhi to haath mein jaam hai

Kisi ki na parwah karo
Kabhi na yaaron aah karo
Kisi ki na parwah karo
Kabhi na yaaron aah karo
Karo agar to waah karo
Yehi mera paigam hai
Haan yehi mera paigam hai
Tauba kitna kaam hai
Kabhi mili fursat to bai dekha jaayega
Arre duniya ke baare mein ah socha jaayega
Abhi to haath mein jaam hai