Aate Jate Khoobsurat Awara Sadkon Pe Lyrics - Anurodh


Aate Jate Khoobsurat Awara Sadkon Pe song belongs to the Shakti Samanta's film Anurodh starring Rajesh Khanna, Simple Kapadia, Vinod Mehra and Nirupa Roy. Aate Jate Khoobsurat Awara Sadkon Pe Lyrics are penned by Anand Bakshi while this track is sung by Kishore Kumar. Anurodh is a 1977 Hindi movie starring Rajesh Khanna, Simple Kapadia and Vinod Mehra.

Aate Jate Khoobsurat Awara Sadkon Pe Lyrics - Anurodh

Aate Jate Khoobsurat Awara Sadkon Pe Song Detail


Song: Aate Jate Khoobsurat Awara Sadkon Pe
Album: Anurodh (1977)
Singer: Kishore Kumar
Musician: Laxmikant, Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Rajesh Khanna, Simple Kapadia, Vinod Mehra etc.

Aate Jate Khoobsurat Awara Sadkon Pe Lyrics

Aate jate khoobsurat awara sadkon pe
Kabhi kabhi ittefaq se

Aate jate khoobsurat awara sadkon pe
Kabhi kabhi ittefaq se
Kitne anjaan log mil jaate hain
Unmein se kuchh log bhool jaate hain
Kuchh yaad reh jaate hain
Unmein se kuchh log bhool jaate hain
Kuchh yaad reh jaate hain

Aate jate khoobsurat awara sadkon pe

Kabhi kabhi ittefaq se
Kitne anjaan log mil jaate hain
Unmein se kuchh log bhool jaate hain
Kuchh yaad reh jaate hain
Unmein se kuchh log bhool jaate hain
Kuchh yaad reh jaate hain

Aawaz ki duniya ke doston
Kal raat isi jagah pe mujhko

Kis kadar yeh haseen khayal mila hai
Raah mein ik reshmi rumaal mila hai
Kis kadar yeh haseen khayal mila hai
Raah mein ik reshmi rumaal mila hai Jo giraya tha kisi ne jaan kar
Jiska ho le jaaye woh pehchan kar
Warna main rakh loonga usko apna jaan kar
Kisi husn waale ki nishani maan kar
Nishani maan kar

Hanste gaate logon ki baaton hi baaton mein
Kabhi kabhi ik mazak se
Kitne jawan kisse ban jaate hain
Un kisson mein chand bhool jaate hain
Chand yaad reh jaate hain
Unmein se kuchh log bhool jaate hain
Kuchh yaad reh jaate hain

Taqdeer mujhpe meharban hai
Jis shokh ki yeh dastaan hai
Usne bhi shayad yeh paigam suna ho
Mere geeton mein apna naam suna ho
Usne bhi shayad yeh paigam suna ho
Mere geeton mein apna naam suna ho
Door baithi yeh raaz woh jaan le
Meri aawaz ko pehchan le

Kash phir kal raat jaisi barsaat ho
Aur meri uski kahin mulaakat ho, mulaakat ho
Lambi lambi raaton mein neend nahi jab aati
Kabhi kabhi is firaq se
Kitne hasin khwaab ban jaate hain
Unmein se kuchh khwaab bhool jaate hain
Kuchh yaad reh jaate hain
Unmein se kuchh log bhool jaate hain
Kuchh yaad reh jaate hain