Aapke Kamre Mein Koi Rehta Hai Lyrics - Yaadon Ki Baarat


Aapke Kamre Mein Koi Rehta Hai song belongs to the Nasir Hussain's film Yaadon Ki Baarat starring Dharmendra, Zeenat Aman, Vijay Arora and Tariq. Aapke Kamre Mein Koi Rehta Hai Lyrics are penned by Majrooh Sultanpuri while this track is sung by R D Burman, Asha Bhosle and Kishore Kumar. Yaadon Ki Baarat is a 1973 Hindi movie starring Dharmendra, Zeenat Aman and Vijay Arora.

Aapke Kamre Mein Koi Rehta Hai Lyrics - Yaadon Ki Baarat

Aapke Kamre Mein Koi Rehta Hai Song Detail


Song: Aapke Kamre Mein Koi Rehta Hai
Album: Yaadon Ki Baarat (1973)
Singer: R. D. Burman, Asha Bhosle, Kishore Kumar
Musician: R. D. Burman
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Star Cast: Dharmendra, Zeenat Aman, Vijay Arora etc.

Aapke Kamre Mein Koi Rehta Hai Lyrics

Aapke kamre mein koi rehta hai
Hum nahi kehte zamana kehta hai
Aapke kamre mein koi rehta hai
Hum nahi kehte zamana kehta hai
Aapke kamre mein koi rehta hai

Hum aaj udhar se nikle to bade intezam se
Gira raha tha koyi parda haye sar-e-shaam se
Udhar aapki photo se saji deewar pe
Pada hua tha ek saya bade aaram se
Aapke kamre mein koi rehta hai

Magar jo ik din main guzri gali mein sarkar ki
Tabhi se chalti hai dil pe haye talwar si
Dabi dabi halki halki hansi ki sadao mein
Machal rahi thi chudi ki haye jhankar si
Yeh na samjho koyi ghafil rehta hai
Hum nahi kehte zamana kehta hai
Aapke na na aapke na na na
Aapke kamre mein koi rehta hai

Agar main kahun jo dekha nahi tha vah koi khwab
Pada tha table pe chashma woh kiska janab
Gore gale mein woh maflar tha kis haseen ka
Zara hath dil pe rakh ke hamein deejiye jawab Aapke kamre mein koi rehta hai

Dil mil gaye to hum khil gaye
Ke dil dil mile jahan mein kabhu kabhu
Arre haan haan, arre haan haan
Arre haan haan, arre haan haan x (2)

Yaaron ke liye hai meri dua
Aa jaye woh din gale milke beete jawani
Tumko bhi mile din bahaar ka
Raat bahaar ki yunhi jhoome yeh zindgani

Dil mil gaye to hum khil gaye
Ke dil dil mile jahan mein kabhu kabhu
Arre haan haan, arre haan haan
Arre haan haan, arre haan haan

Dum maro dum
Mit jaaye gham
Bolo subah sham hare Krishna hare Ram
Hare Krishna hare Ram
Hare Krishna hare Ram