Aap Ko Dekh Kar Humko Aisa Laga Lyrics - Divya Shakti


Aap Ko Dekh Kar Humko Aisa Laga Lyrics from Divya Shakti (1993): This is a lovely song from Divya Shakti starring Shafi Inamdaar, Alok Nath, Anjan Srivastava and Dinesh Hingoo. It is sung by Kumar Sanu and Alka Yagnik and composed by Nadeem and Shravan. Divya Shakti is a 1993 Hindi movie starring Shafi Inamdaar, Alok Nath and Anjan Srivastava.

Aap Ko Dekh Kar Humko Aisa Laga Lyrics - Divya Shakti

Aap Ko Dekh Kar Humko Aisa Laga Song Detail


Song: Aap Ko Dekh Kar Humko Aisa Laga
Album: Divya Shakti (1993)
Singer: Kumar Sanu, Alka Yagnik
Musician: Nadeem, Shravan
Lyricist: Sameer
Star Cast: Shafi Inamdaar, Alok Nath, Anjan Srivastava etc.

Aap Ko Dekh Kar Humko Aisa Laga Lyrics

Aap ko dekh kar
Aap ko dekh kar humko aisa laga
Jaise humko nai zindagi mil gayi
O meri dilruba rab se maangun main kya
Humko saare jahan ki khushi mil gayi
Aap ko dekh kar

Aap ko dekh kar humko aisa laga
Jaise humko nai zindagi mil gayi
O meri dilruba rab se maangun main kya
Humko saare jahan ki khushi mil gayi

Aap ko dekh kar

Aisa chehra haseen humne dekha nahin
Aap jaisa koi na zamane mein
Hai wohi woh adaa, hai wohi woh wafa
Humko sadiyan lagin jisko paane mein

Aisa chehra haseen humne dekha nahin
Aap jaisa koi na zamane mein
Hai wohi woh adaa, hai wohi woh wafa
Humko sadiyan lagin jisko paane mein
Jaan-e-adaa jaan-e-wafa door na jana
Aap ko dekh kar

Aap ko dekh kar humko aisa laga Jaise humko nai zindagi mil gayi
O meri dilruba rab se maangun main kya
Humko saare jahan ki khushi mil gayi
Aap ko dekh kar
Karein kaise adaa rab ka hum shukriya
Hum use ab kabhi na bhulayenge
Ab na todenge hum pyaar ki yeh kasam
Vaada kar ke sanam hum nibhayenge

Karein kaise adaa rab ka hum shukriya
Hum use ab kabhi na bhulayenge
Ab na todenge hum pyaar ki yeh kasam
Vaada kar ke sanam hum nibhayenge
Humne to seekha hai sada saath nibhana
Aap ko dekh kar
Aap ko dekh kar humko aisa laga
Jaise humko nai zindagi mil gayi
O meri dilruba rab se maangun main kya
Humko saare jahan ki khushi mil gayi
Aap ko dekh kar
Aap ko dekh kar



More Lyrics From Divya Shakti