Aao Na Ki Jaan Gayi Lyrics - Haider


Aao Na Ki Jaan Gayi Lyrics from Haider is sung by Vishal Dadlani, its music is composed by Vishal Bhardwaj and lyrics are written by Gulzar. Haider is a 2014 Hindi movie starring Shahid Kapoor, Shraddha Kapoor and Tabu.

Aao Na Ki Jaan Gayi Lyrics - Haider

Aao Na Ki Jaan Gayi Song Detail


Song: Aao Na Ki Jaan Gayi
Album: Haider (2014)
Singer: Vishal Dadlani
Musician: Vishal Bhardwaj
Lyricist: Gulzar
Star Cast: Shahid Kapoor, Shraddha Kapoor, Tabu etc.

Aao Na Ki Jaan Gayi Lyrics

Jale jale jale
Diye se jal rahi saari zindagi
Jale jale jale
Diye se jal rahi saari zindagi
Nahin bujhe bujhe nahin
Hawa se bujhe nahin hi saari zindagi
Ek phoonk se miyan sab udd gaya dhuaan

Woh jo saans ki ik phaans thi
Woh nikal gayi jo kharaash thi
Ab seene ki woh khalish gayi

Beqaraariyan, beemaariyan gayin

Ab to aao jaan meri so bhi jao
Arey aao na ki jaan gayi
Jahan gaya kho jao
Arey aao na ke thak gayi
Hai zindagi so jao
Arey aao na ki jaan gayi
Jahan gaya kho jao
Arey aao na ke thak gayi
Hai zindagi so jao
Na chand, na savera andhera hi andhera
Na chand, na savera andhera hi andhera Hai roohon ka basera so jao

Hawa the, hawa the, hawa
Hawa the, hawa hue baaki to khala
Hawa the, hawa the, hawa
Hawa the, hawa hue baaki to khala ou
Kabhi the to kabhi nahi
Kabhi dekha bhi nahi, baaki to Khuda ou

Yeh tha zarf tha, ishq-e-fazal se tha
Bada kaam tha jo zameen par
Woh to likh diya najabeen par
Jo guzar gayi woh guzar gayi
Bewajah yahan na raho miyan
Karo dua
Sabra le lo, kabra le lo
Ghar mein aao oo

Arey aao na ki jaan gayi
Jahan gaya kho jao
Arey aao na ke thak gayi
Hai zindagi so jao
Arey aao na ki jaan gayi
Jahan gaya kho jao
Arey aao na ke thak gayi
Hai zindagi so jao