Aaja Sanam Madhur Chandni Mein Hum Lyrics - Chori Chori


Aaja Sanam Madhur Chandni Mein Hum Lyrics from Chori Chori: This is a very well sung song by Lata Mangeshkar and Manna Dey with nicely composed music by Shankar and Jaikishan. Lyrics of Aaja Sanam Madhur Chandni Mein Hum are beautifully penned by Hasrat Jaipuri. Chori Chori is a 1956 Hindi movie starring Raj Kapoor, Nargis Dutt and Pran.

Aaja Sanam Madhur Chandni Mein Hum Lyrics - Chori Chori

Aaja Sanam Madhur Chandni Mein Hum Song Detail


Song: Aaja Sanam Madhur Chandni Mein Hum
Album: Chori Chori (1956)
Singer: Lata Mangeshkar, Manna Dey
Musician: Shankar, Jaikishan
Lyricist: Hasrat Jaipuri
Star Cast: Raj Kapoor, Nargis Dutt, Pran etc.

Aaja Sanam Madhur Chandni Mein Hum Lyrics

Aaja sanam madhur chandni mein hum tum
Milein to veerane mein bhi aa jaayegi bahaar
Jhoomne lagega aasman
Jhoomne lagega aasman
Kehta hai dil aur machalta hai dil
More saajan le chal mujhe taaron ke paar
Lagta nahin hai dil yahan
Lagta nahin hai dil yahan

Bheegi bheegi raat mein
Dil ka daaman thaam le

Khoyi khoyi zindagi
Hardam tera naam le
Chaand ki behki nazar
Keh rahi hai pyaar kar
Zindagi hai ik safar
Kaun jaane kal kidhar
Chaand ki behki nazar
Keh rahi hai pyaar kar
Zindagi hai ik safar
Kaun jaane kal kidhar

Aaja sanam madhur chandni mein hum tum
Milein to veerane mein bhi aa jaayegi bahaar Jhoomne lagega aasman
Jhoomne lagega aasman
Kehta hai dil aur machalta hai dil
More saajan le chal mujhe taaron ke paar
Lagta nahin hai dil yahan
Lagta nahin hai dil yahan

Dil yeh chaahe aaj to
Baadal ban ud jaaoon main
Dulhan jaisa aasman
Dharti par le aaoon main
Chaand ka dola saje
Dhoom taaron mein mache
Jhoom ke duniya kahe
Pyaar mein do dil mile
Chaand ka dola saje
Dhoom taaron mein mache
Jhoom ke duniya kahe
Pyaar mein do dil mile

Aaja sanam madhur chandni mein hum tum
Milein to veerane mein bhi aa jaayegi bahaar
Jhoomne lagega aasman
Jhoomne lagega aasman
Kehta hai dil aur machalta hai dil
More saajan le chal mujhe taaron ke paar
Lagta nahin hai dil yahan
Lagta nahin hai dil yahan