Aaj Mausam Bada Beimaan Hai Lyrics - Loafer


Aaj Mausam Bada Beimaan Hai Lyrics from Loafer (1973): This is a lovely song from Loafer starring Dharmendra, Mumtaz, Keshto Mukherjee and Mukri. It is sung by Mohammad Rafi and composed by Laxmikant and Pyarelal. Loafer is a 1973 Hindi movie starring Dharmendra, Mumtaz and Keshto Mukherjee.

Aaj Mausam Bada Beimaan Hai Lyrics - Loafer

Aaj Mausam Bada Beimaan Hai Song Detail


Song: Aaj Mausam Bada Beimaan Hai
Album: Loafer (1973)
Singer: Mohammad Rafi
Musician: Laxmikant, Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Dharmendra, Mumtaz, Keshto Mukherjee etc.

Aaj Mausam Bada Beimaan Hai Lyrics

Ho aaj mausam bada beimaan hai
Bada beimaan hai, aaj mausam
Ho aaj mausam bada beimaan hai
Bada beimaan hai, aaj mausam
Aane wala koi toofan hai
Koi toofan hai, aaj mausam
Ho aaj mausam bada beimaan hai
Bada beimaan hai, aaj mausam

Kya hua hai, hua kuchh nahin hai
Kya hua hai, hua kuchh nahin hai

Baat kya hai pata kuchh nahin hai
Mujhse koi khata gayi to
Ismein meri khata kuchh nahin hai
Khoobsurat hai tu, rut jawan hai
Aaj mausam
Ho aaj mausam bada beimaan hai
Bada beimaan hai, aaj mausam

Kaali-kaali ghata dar rahi hai
Kaali-kaali ghata dar rahi hai
Thandi aahein hawa bhar rahi hai
Sabko kya-kya gumaan ho rahe hain
Har kali hum pe shaq kar rahi hai Phoolon ka dil bhi kuchh badgumaan hai
Aaj mausam
Ho aaj mausam bada beimaan hai
Bada beimaan hai, aaj mausam

Aye mere yaar, aye husn wale
Aye mere yaar, aye husn wale
Dil kiya maine tere hawale
Teri marzi pe ab baat thehri
Jeene de chahe tu maar daale
Tere hathon mein ab meri jaan hai
Aaj mausam
Ho aaj mausam bada beimaan hai
Bada beimaan hai, aaj mausam
Aane wala koi toofan hai
Koi toofan hai, aaj mausam
Ho aaj mausam bada beimaan hai
Bada beimaan hai, aaj mausam
Aaj mausam
Aaj mausam
Aaj mausam