Aaj Main Upar Aasman Neeche Lyrics - Khamoshi The Musical


Aaj Main Upar Aasman Neeche Lyrics from Khamoshi The Musical (1996) is penned by Majrooh Sultanpuri, it's composed by Jatin and Lalit and sung by Kavita Krishnamurthy and Kumar Sanu. Khamoshi The Musical is a 1996 Hindi movie starring Nana Patekar, Salman Khan and Manisha Koirala.

Aaj Main Upar Aasman Neeche Lyrics - Khamoshi The Musical

Aaj Main Upar Aasman Neeche Song Detail


Song: Aaj Main Upar Aasman Neeche
Album: Khamoshi The Musical (1996)
Singer: Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu
Musician: Jatin, Lalit
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Star Cast: Nana Patekar, Salman Khan, Manisha Koirala etc.

Aaj Main Upar Aasman Neeche Lyrics

Aaj main upar aasman neeche
Aaj main aage zamana hai peechhe
Aaj main upar aasman neeche
Aaj main aage zamana hai peechhe
Tell me o khuda ab main kya karoon
Chaloon seedhi ke ulti chaloon
Aaj main upar aasman neeche
Aaj main aage zamana hai peechhe
Tell me o khuda ab main kya karoon
Chaloon seedhi ke ulti chaloon

Aaj main upar aasman neeche

Yoon hi bin baat ke chhalki jaaye hansi
Dole jab hawa laage gudgudi
Yoon hi bin baat ke chhalki jaaye hansi
Dole jab hawa laage gudgudi
Sambhloon gir padoon
Arre arre arre arre arre
Tauba kya karoon
Chaloon seedhi ke ulti chaloon

Aaj main upar aasman neeche
Aaj main aage zamana hai peechhe
Aaj main upar aasman neeche Aaj main aage zamana hai peechhe
Tell me o khuda ab main kya karoon
Sar ke bal ya kadam se chaloon
Aaj main upar aasman neeche

Jhoome ja mauj mein rukna na jaan-e-jaan
Dekhoon yeh tarang rukti hai kahan
Jhoome ja mauj mein rukna na jaan-e-jaan
Dekhoon yeh tarang rukti hai kahan
Main bhi tere sang in lehron pe chaloon
Sar ke bal ya kadam se chaloon

Aaj main upar aasman neeche
Aaj main aage zamana hai peechhe
Aaj main upar aasman neeche
Aaj main aage zamana hai peechhe
Ho tell me o khuda ab main kya karoon
Chaloon seedhi ke ulti chaloon