Aaj Ki Raat Mohabbat Hai Jawan Lyrics - Aaj ki Raat


Aaj Ki Raat Mohabbat Hai Jawan Lyrics from the movie Aaj Ki Raat is sung by Suraiyya, its music is composed by Husnlal-Bhagatram and lyrics are written by Rajinder Krishan. Aaj Ki Raat is a 1948 Hindi movie starring Motilal, Suraiya and Yakub.

Aaj Ki Raat Mohabbat Hai Jawan Lyrics - Aaj ki Raat

Aaj Ki Raat Mohabbat Hai Jawan Song Detail


Song: Aaj Ki Raat Mohabbat Hai Jawan
Album: Aaj Ki Raat (1948)
Singer: Suraiyya
Musician: Husnlal-Bhagatram
Lyricist: Rajinder Krishan
Star Cast: Motilal, Suraiya, Yakub etc.

Aaj Ki Raat Mohabbat Hai Jawan Lyrics

Aaj ki raat mohabbat hai jawan
Aaj ki raat mohabbat hai jawan, aaj ki raat
Aaj ki raat mohabbat hai jawan
Koi dekhe meri duniya ka sama
Koi dekhe meri duniya ka sama, aaj ki raat
Aaj ki raat mohabbat hai jawan
Aaj ki raat mohabbat hai jawan, aaj ki raat

Koi aayega yahan pyar ki duniya lekar
Koi aayega yahan pyar ki duniya lekar
Dil mein armaan to aankhon mein tamnna lekar

Dil mein armaan to aankhon mein tamnna lekar
Muskurayega mohabbat ka jahan
Muskurayega mohabbat ka jahan, aaj ki raat
Aaj ki raat mohabbat hai jawan
Aaj ki raat mohabbat hai jawan, aaj ki raat

Jab sunayega mohabbat ka fasana koi
Jab sunayega mohabbat ka fasana koi
Pyar mein dooba hua dil ka tarana koi
Pyar mein dooba hua dil ka tarana koi
Do dil ho jaayenge phir ek yahan
Do dil ho jaayenge phir ek yahan, aaj ki raat
Aaj ki raat mohabbat hai jawan Aaj ki raat mohabbat hai jawan, aaj ki raat

Raat yeh pyar ki hai iska savera na ho
Raat yeh pyar ki hai iska savera na ho
Aaj ke chaand ki kismat mein andhera na ho
Aaj ke chaand ki kismat mein andhera na ho
Aaj ki raat rahe yoon hi jawan
Aaj ki raat rahe yoon hi jawan, aaj ki raat
Aaj ki raat mohabbat hai jawan
Aaj ki raat mohabbat hai jawan, aaj ki raat

More Lyrics From Aaj Ki Raat