Aaj Hum Apni Duaon Ka Asar Dekhenge Lyrics - Pakeezah


Aaj Hum Apni Duaon Ka Asar Dekhenge Lyrics from Pakeezah is Hindi song sung by Lata Mangeshkar. Aaj Hum Apni Duaon Ka Asar Dekhenge song lyrics are written by Kaif Bhopali, its music is given by Ghulam Mohammad. Pakeezah is a 1972 Hindi movie starring Ashok Kumar, Meena Kumari and Raaj Kumar.

Aaj Hum Apni Duaon Ka Asar Dekhenge Lyrics - Pakeezah

Aaj Hum Apni Duaon Ka Asar Dekhenge Song Detail


Song: Aaj Hum Apni Duaon Ka Asar Dekhenge
Album: Pakeezah (1972)
Singer: Lata Mangeshkar
Musician: Ghulam Mohammad
Lyricist: Kaif Bhopali
Star Cast: Ashok Kumar, Meena Kumari, Raaj Kumar etc.

Aaj Hum Apni Duaon Ka Asar Dekhenge Lyrics

Aaj hum apni duaon ka asar dekhenge
Teer-e-nazar dekhenge
Zakhm-e-jigar dekhenge
Teer-e-nazar dekhenge

Aaj hum apni duaon ka asar dekhenge
Teer-e-nazar dekhenge
Zakhm-e-jigar dekhenge
Teer-e-nazar dekhenge

Ho aap to aankh milate huye sharamate hain
Aap to aankh milate huye sharamate hain

Aap to dil ke dhadakne se bhi dar jaate hain
Phir bhi yeh zid hai ke
Hum zakhm-e-jigar dekhenge
Teer-e-nazar dekhenge
Teer-e-nazar dekhenge
Zakhm-e-jigar dekhenge
Teer-e-nazar dekhenge
Zakhm-e-jigar dekhenge

Ho pyar karna dil-e-betaab bura hota hai
Pyar karna dil-e-betaab bura hota hai
Sunte aaye hain ke yeh khwaab bura hota hai
Aaj is khwaab ki taabeer magar dekhenge Teer-e-nazar dekhenge
Zakhm-e-jigar dekhenge
Teer-e-nazar dekhenge
Teer-e-nazar dekhenge
Zakhm-e-jigar dekhenge
Teer-e-nazar dekhenge
Zakhm-e-jigar dekhenge

Jaanleva hai mohabbat ka sama aaj ki raat
Shamma ho jayegi jal jal ke dhuan aaj ki raat
Aaj ki raat bachenge to sehar dekhenge
Aaj ki raat
Aaj ki raat bachenge to sehar dekhenge
Teer-e-nazar dekhenge
Zakhm-e-jigar dekhenge

Aaj hum apni duaon ka asar dekhenge
Teer-e-nazar dekhenge
Zakhm-e-jigar dekhenge
Teer-e-nazar dekhenge