Aa Ja Re Piya Lyrics - Bhindi Baazaar Inc


Aa Ja Re Piya Lyrics from Bhindi Baazaar Inc (2011): This is a lovely song from Bhindi Baazaar Inc starring Kay Kay Menon, Prashant Narayanan, Piyush Mishra and Pawan Malhotra. It is sung by Sandeep Goshwami and composed by Sandeep-Surya. Bhindi Baazaar Inc is a 2011 Hindi movie starring Kay Kay Menon, Prashant Narayanan and Piyush Mishra.

Aa Ja Re Piya Lyrics - Bhindi Baazaar Inc

Aa Ja Re Piya Song Detail


Song: Aa Ja Re Piya
Album: Bhindi Baazaar Inc (2011)
Singer: Sandeep Goshwami
Musician: Sandeep-Surya
Lyricist: Navin Tyagi
Star Cast: Kay Kay Menon, Prashant Narayanan, Piyush Mishra etc.

Aa Ja Re Piya Lyrics

Aa ja re piya jiya jaaye na
Aa ja re piya jiya jaaye na
Sang tode mere peeche aage teri parchaiyaan
Bina dor teri or piya man kincha jaye haan
Bina dor teri or piya man kincha jaye haan
Aa ja re piya jiya jaaye na
Aa ja re piya

Jee uthi khwahishein, saans li jazbaaton ne
Ab to jagna shuru kar diya meri raaton ne
Main ikatthi karta hun kehne ko baatein kai

Par tujhe dekh ho jaate hain lafz hi lapata
Mujhe hoti khabar tak nahi aur tu chhal jaaye
Aa ja re piya jiya jaaye na
Aa ja re piya

Ab ragon mein jo basar hai
Woh tera hi asar hai
Phir bhi tu bekhabar hai o piya
Ab ragon mein jo basar hai
Woh tera hi asar hai
Phir bhi tu bekhabar hai o piya

Kori si zindagi pe rang kuchh aise chadhte hain
Haat jese koi geeli mitti ko gadhte hain Aadatan hi sahi badla hai kuchh to kahin
Kabhi to aankhein band kar ke bhi dikhta hai sab naya
Yun lage ke jahan mein nahi koi apne siwa
Aa ja re piya jiya jaaye na
Aa ja re piya



More Lyrics From Bhindi Baazaar Inc